Chennai Super Kings (CSK) IPL mein sabse jyada safalta pane wale franchise mein se ek hai. Unhone playoffs mein 12 baar se 11 baar qualify kiya hai aur unke paas chaar IPL titles hai. Wo Mumbai Indians ke baad dusre team hai jo sabse jyada IPL trophies jeeti hai.
Ye ek Tamilnadu ke base waali team hai jo 2008 mein shuru hui thi. IPL ke pehle season mein, Indian Cements ne 10 saal ke rights acquire kiye the. Baad mein, franchise Chennai Super Kings Cricket Ltd. ko transfer kiya gaya.
IPL 2023 Chennai Super Kings (CSK) Bought Players List :
IPL 2023 CSK Bought Players List |
---|
1. MS Dhoni (c) |
2. Ravindra Jadeja |
3. Tushar Deshpande |
4. Ruturaj Gaikwad |
5. Ambati Rayudu |
6. Subhranshu Senapati |
7. Mukesh Chowdhary |
8. Matheesha Pathirana |
9. Devon Conway |
10. Moeen Ali |
11. Shivam Dube |
12. Rajvardhan Hangargekar |
13. Dwaine Pretorius |
14. Mitchell Santner |
15. Simarjeet Singh |
16. Deepak Chahar |
17. Prashant Solanki |
18. Maheesh Theekshana |
Players Bought By CSK (IPL 2023) :
Agar hum CSK ke naye khiladiyon ki baat karein to IPL 2023 ke liye CSK ne 7 naye khiladiyon ko kharida hai, jisme se kuchh anubhavi aur kuchh naye khiladi hain, jinmein desi aur videshi khiladi bhi shamil hain. Aur sabse bada naam hai Ben Stokes ka, jo ek all-rounder khiladi hai. CSK ne use apni team mein shaamil kiya hai aur use INR 16.25 crore diye hain. Wo Chennai Super Kings ke liye bowling aur fielding dono departments mein ek aham Hissa hoga.
IPL 2023 CSK List Of Players Bought :
S.N. | CSK New Players List(2023) | Prices |
---|---|---|
1 | Ben Stokes | INR 16.25 crore |
2 | Kyle Jamieson | INR 1 crore |
3 | Nishant Sindhu | INR 60 lakh |
4 | Ajinkya Rahane | INR 50 lakh |
5 | Ajay Mandal | INR 20 lakh |
6 | Bhagath Varma | INR 20 lakh |
7 | Shaik Rasheed | INR 20 lakh |
IPL 2023 CSK Captain :
Mahendra Singh Dhoni, jo ki kayi saal tak Chennai Super Kings ki team ke captain Rahe hai, is saal bhi CSK ki team ke captain honge. Uske nirdeshan mein, CSK is baar IPL khelega. CSK ki team aur unke fans phir se ummeed me hain ki is baar wo IPL ke paanchve title ko jeet payenge.
Toh chaliye ab hum CSK ki team ke khiladiyon ke baare mein detail mein jaan lein jo IPL 2023 mein Chennai Super Kings ke liye khelenge.
IPL 2023 CSK Wicket-Keepers,Batsmen :
Agar hum CSK ke wicketkeeper Aur batsman ki baat karein toh, is team ke paas Mahendra Singh Dhoni aur Ambati Rayudu jaise bahut saare anubhavi wicketkeeper aur batsman hain.
Aur yahaan hai CSK ke IPL 2023 ke liye Batsmen Aur Wicket-keeper khiladiyon ki complete list.
WICKET-KEEPER | PRICE |
---|---|
Ambati Rayudu | INR 6.75 Crores |
MS Dhoni | INR 12 Crores |
BATSMAN | PRICE |
---|---|
Ruturaj Gaikwad | INR 6 Crores |
Devon Conway | INR 1 Crores |
Ajinkya Rahane | INR 50 Lakhs |
Shubhranshu Senapati | INR 20 Lakhs |
Shaik Rasheed | INR 20 Lakhs |
All-Rounders Player | PRICE |
---|---|
Ben Stokes | INR 16.25 Crores |
Ravindra Jadeja | INR 16 Crores |
Moeen Ali | INR 8 Crores |
Shivam Dube | INR 4 Crores |
Rajvardhan Hangargekar | INR 1.5 Crores |
Dwaine Pretorius | INR 1 Crores |
Kyle Jamieson | INR 1 Crore |
Bhagath Varma | INR 20 Lakhs |
Ajay Jadav Mandal | 20 Lakhs |
Bowler Player | PRICE |
---|---|
Deepak Chahar | INR 14 Crore |
Prashant Solanki | INR 1.20 Crores |
Mitchell Santner | INR 1.9 Crores |
Kyle Jamieson | INR 1 Crore |
Mahesh Theekshana | INR 70 Lakhs |
Matheesha Pathirana | INR 20 Lakhs |
Mukesh Choudhary | INR 20 Lakhs |
Simarjeet Singh | INR 20 Lakhs |
MATCHE'S | YEAR'S | WINNER'S |
---|---|---|
Mumbai Indians (MI) v/s Chennai Super Kings | 2010 | CSK won by 22 runs |
Royal Challengers Bangalore (RCB) v/s Chennai Super | 2011 | CSK won by 58 runs |
Sunrisers Hyderabad (SRH) v/s Chennai Super Kings | 2018 | CSK won by 8 wickets |
Kolkata Knight Riders (KKR) v/s Chennai Super Kings | 2021 | CSK won by 27 runs |
Join our Telegram Channel to get updates and information about Final Fantasy team.