RCB vs CHE Dream11 Team Prediction: 24th Match, TATA IPL 2023
RCB vs CHE Dream11 Prediction, Probable Playing 11 aur Fantasy Cricket Tips. Royal Challengers Bangalore aur Chennai Super Kings ke beech IPL 2023 ke 24th match me M.Chinnaswamy Stadium, Bengaluru me khela jayega.
RCB (Royal Challengers Bangalore) :
Delhi Capitals ke khilaf hui jeet ke baad Royal Challengers apne home crowd ke samne khelne ke liye taiyaar hai. Unki team batting aur bowling dono me balanced hai aur wo apni winning momentum ko continue karna chahte hai.
Batting ki taraf se, Virat Kohli bahut brilliant form me hai aur unhone last game me ek excellent fifty score kiya hai. Glenn Maxwell bhi middle order me acchi batting ki thi aur sirf 14 balls me 24 runs banaye the.
Bowling ki taraf se, RCB ke bowlers inconsistent rahe hai, lekin last game me unhone clinical performance di thi. Mohammad Siraj aur debutant V Vijaykumar ne acchi bowling ki thi aur 2-2 wickets liye the.
CSK (Chennai Super Kings ) :
Dusri taraf, Chennai Super Kings ne apne home ground par hui match me haar ka samna karna pada tha aur wo ab apni season ki teesri jeet ke liye taiyaar hai. Wo Challengers ke against head to head stats me bahut strong hai.
Bowling ki taraf se, unke paas inexperienced pace attack hai aur wo apne spinners par heavily depend karenge. Ravindra Jadeja aur Tushar Deshpande ne last game me decent bowling ki thi aur 2-2 wickets liye the.
Batting ki taraf se, unka top order excellent form me hai lekin unhe middle order se bhi support ki zarurat hogi. Devon Conway aur MS Dhoni last game me top scorers the aur 50 aur 32* runs banaye the.
RCB Vs CSK Match Details
Royal Challengers Bangalore vs Chennai Super Kings Match Details | |
---|---|
RCB vs CHE | 24th Match, Indian Premier League, 2023 |
Date | 17th April, 2023 |
Time | 7:30 PM IST |
Venue | M.Chinnaswamy Stadium, Bengaluru |
RCB vs CHE Pitch Report IPL 2023
Aam taur par M.Chinnaswamy Stadium ki wicket bahut hi flat hoti hai aur yahaan ke matches high scoring hone ke liye jaane jaate hain. Is ground par khela gaya T20 match me average 1st innings score 130 aur average 2nd innings score 135 hai.
Toss jeetne ke baad bowling karna pitch ke dew factor ko dhyaan me rakhate hue sahi rahega.
RCB vs CHE Head to Head
- Matches Played: 30
- RCB Won: 10
- CHE Won: 19
- Tied: 0
- No Result: 1
Royal Challengers Bangalore vs Chennai Super Kings Recent Form | |||||
---|---|---|---|---|---|
Royal Challengers Bangalore | W | L | L | W | L |
Chennai Super Kings | L | W | W | L | L |
RCB vs CHE Dream11 Team News
Royal Challengers Bangalore:
Woh apne same playing 11 se khelne ke zyada chances hai.
Chennai Super Kings:
Injured Magala ke jagah Matheesha Pathirana XI mein aa sakte hain.
RCB vs CHE Probable Playing 11
Royal Challengers Bangalore:
Player Name | Role |
---|---|
Faf Du Plessis (C) | RHB |
Virat Kohli | RHB |
Mahipal Lomror | LHB |
Glenn Maxwell | RHB+RAO |
Shahbaz Ahmed | LHB+RAO |
Dinesh Karthik (WK) | RHB |
Wanindu Hasaranga | RHB+RAL |
Akash Deep | RAF |
Harshal Patel | RAFM |
David Willey/Wayne Parnell | LAFM/LAFM |
Mohammad Siraj | RAFM |
Chennai Super Kings :
Player Name | Role |
---|---|
Ruturaj Gaikwad | RHB |
Devon Conway | LHB |
Moeen Ali | LHB+RAO |
Ambati Rayudu | RHB |
Maheesh Theekshana | RAO |
Shivam Dube | LHB+RAFM |
MS Dhoni (C & WK) | RHB |
Akash Singh | RAFM |
Tushar Deshpande | RAFM |
Dwaine Pretorius/Matheesha Pathirana | RAFM/RAFM |
Ravindra Jadeja | LHB+LAO |
Top picks aur Player Stats (RCB vs DC Match)
RCB (Royal Challengers Bangalore) player stats :
- Virat Kohli
(4 M, 214 R, 71 A)
Woh team ke sabse behtareen batter hain aur teesre number pe khelenge. Kohli ne last match mein ek shandar half-century banaya tha aur RCB vs CSK Dream11 Prediction mein C & VC ke liye ek default pick honge.
- Faf Du Plessis
(4 M, 197 R, 65 A)
Woh innings ki shuruwat karenge aur team ke skipper hain. Du Plessis ne last match mein 22 runs banaye the.
- Glenn Maxwell
(4 M, 100 R, 33 A)
Maxwell middle order mein unki key batter honge aur attacking cricket khelenge. Unhone last match mein acchi batting ki thi aur 24 runs banaye the.
- Mohammad Siraj
(4 M, 16 O, 7 W)
Mohammad Siraj ne last year mein fantastic form mein khela hai. Woh apne dream form mein hai aur last match mein 2 wickets liye the.
- Wanindu Hasaranga
(1 M, 3 O, 1 W)
Woh middle overs mein bowl karenge aur duniya ke sabse behtareen spinners mein se ek hai. Hasaranga ne last match mein 1 wicket liye the.
CSK (Chennai Super Kings) Player Stats :
- Ravindra Jadeja
(4 M, 29 R, 14 A + 13 O, 6 W)
Woh ek bahut experienced player hain aur bat aur ball dono se contribute karenge. Jadeja ne ball se 2 wickets liye aur bat se 25* runs banaye the aur RCB vs CSK Dream11 Team mein C & VC ke liye bahut accha pick hai.
- Moeen Ali
(3 M, 49 R, 16 A + 6 O, 5 W)
Woh bat aur ball dono se contribute karenge. Moeen Ali ne last match mein ball se 1 wicket liye aur bat se 7 runs banaye the.
- Ruturaj Gaikwad
(4 M, 197 R, 65 A)
Woh unki sabse acchi batsman hain aur innings ki shuruwat karenge. Ruturaj ne last match mein sirf 8 runs banaye the lekin woh ek must-have pick hain.
- Devon Conway
(4 M, 98 R, 24 A)
Woh Ruturaj ke saath innings ki shuruwat karenge aur brilliant form mein hain. Conway ne last match mein ek bahut accha fifty banaya tha.
- Ajinkya Rahane
(2 M, 92 R, 46 A)
Rahane top order mein khelenge aur decent form mein hain. Woh acchi form mein hai aur last match mein 31 runs banaye the.
RCB vs CHE Dream11 Team Prediction
Captain and Vice-Captain choice (RCB vs CHE Tata IPL 2023)
- Virat Kohli
- Faf Du Plessis
- Ravindra Jadeja
- Glenn Maxwell
- Moeen Ali
- TATA IPL 2023 ka live streaming Jio Cinema App par free me available hoga.
- Aap Playing11Guru aur CricBuzz App par Indian Premier League 2023 ke match ki live commentary, scorecard aur latest updates dekh sakte hai.
- Indian Premier League 2023 ke saare matches Star Sports Channels par live telecast hoga.